Sunday, 1 March 2015

Aashiyana Meri Mohabbat Ka Episode 67 on Urdu1 in High Quality 2nd March 2015

Sponsored Link

Aashiyana Meri Mohabbat Ka Episode 67 on Urdu1 in High Quality 2nd March 2015

Aashiyana Meri Mohabbat Ka Episode 67 on Urdu1 in High Quality 2nd March 2015
Aashiyana Meri Mohabbat Ka Episode 67 on Urdu1 in High Quality 2nd March 2015

Aj hum ap ko ak channel k baray main btatay hain. Jis ko pakistan ki public bhut passand karti hy. Is channel ka nam Urdu 1 hy. Ori sper bhut sary dramas lagtay hain. Jin ko pakistan main kaya pury world main daykhay jatay hain. In main say ak drama ka nam Aashiyana Meri Muhabbat hy. Jo aj Urdu 1 per telecast howa hy. Or ham is drama k baray main ap ko btatay hain. K is ki story bhut ache hy. Is ki sab say bari wjha he ya hy. K ya hit howa hy.

Is ki story kuch is tarhan say hy. Ki is drama main aj is drama ka hero jo hy.Wo apnay gher walo n k sat apny rishtay k liya jata hy. Or is ko gher walon ko bhe ya larki passand a jati hy. Or larke k gher walon ko bhe ya larka passand ajata hy. Ya larka or larke dono ak he university main parhtay thay. Is larkay ko koi or larke passand the. Is ka baray main ya larki apnay hinay shoher say pouchti hy. Or ya larka chop ho jata hy. Or larka pher kahta hy k ham purani baton ko bhula dain to acha hy. Ham apni nae zindagi ki shurwat kartay hain. Or apnay future ka baray main bat kartay hain. Is drama main agay or bhe bhut kuch howa hy. Jis ko daykhnay k liya ap uper diyay gay link per klik karain. Or is drama ko enjoy karain.   Sponsored Link

Mehram Episode 25 on Hum Tv in High Quality 2nd March 2015

Sponsored Link

Mehram Episode 25 on Hum Tv in High Quality 2nd March 2015
Mehram Episode 25 on Hum Tv in High Quality 2nd March 2015
Mehram Episode 25 on Hum Tv in High Quality 2nd March 2015


Duniyan ka mashhooor channel HUM tv hy. Is channel ko pakistan main nae balkay pury world main
daykha jata hy. Or is per chalnay waly dramas ko bhe pakistan main nae balkay pury world main
daykha jata hy. Qk is per lagnay walay dramas ki story ka talluq aj k duer say hy. Or in dramas ko
talecast karny ki wajha ya hy k hum log in dramas say sabaq hasiil karain. Or un dramas ki story
per ammal karain. Jin ki story achhe ho. Na k un dramas ki story per k jin ki story ult pthak ho. Jasy
k ya drama Mehram hy.

Is drama Mehram ki story kuch is tarha say hy. K is drama Mehram main ak larki jis ki maa ko falig
ka attak ho jata hy. Or is k pas apni maa ki davaae lany k passy nae hoty. Ya larki jhan kam karti hy
wahan say bhe is nay apny bos ki bhut minnat tarla ki k mujhy advance sailry day do. Main nay apni
maa ki davvae layne hy. Lakin is k bos nay is ki ak na soni. Or kaha k ay hawy do din howy hain.
Abhe say advance sailry mangti hy. Koi sailry nae hy. Chal udher ja k kam ker apna. Is drama
Mehram ka EPISODE NO 24 ko daykhnay k liya is video per kilik karain Sponsored Link

Nikah Episode 9 on Hum Tv in High Quality 1st March 2015

Sponsored Link

Nikah Episode 9 on Hum Tv in High Quality 1st March 2015
Nikah Episode 9 on Hum Tv in High Quality 1st March 2015
Nikah Episode 9 on Hum Tv in High Quality 1st March 2015


Pakistan main bhut sary eysay channel hain. Jin ko pakistan main bhut shook say daykhay jaty hain.
In main say ak channel ka HUM TV  bhe hy jis pakisatan main bhut daykha jata hy. Or ya channel
HUM TV Pakistan ka registered channel hy. Is channel per lagnay waly dramas main ak drama
jis ka nam Nikah bhe hy. Jo bhut he mzahya drama hy. Is drama ko pakistan k bachy tak
bhut shook say daykhtay hain. Is drama ko daykhnay k bad insan ki hassi nae rokti. is drama ko
pakistan ki public bhut shook say daykhti hy.

Is drama ki story to bhut mzaya hy. Lakin is main kuch serious dialog bhe hy. Jis ko sunnay k bad
insaan ki knowledge bhut izafa hota hy. Is drama say insan k zindagi guzarna ka dhnag milta hy. Is
drama main or bhe bhut kuch hota hy. is drama ki agay ki story ko daykhnay k liya is video link per
klik karain. Or is drama ko enjoy karain. Sponsored Link