Saturday 13 June 2015

Narendra Modi Recives Bangladesh Liberation war Award

Sponsored Link

Narendra Modi Recives Bangladesh Liberation war Award

Narendra Modi Recives Bangladesh Liberation war Award
Narendra Modi Recives Bangladesh Liberation war Award

Narendra Modi iss wakt India kay Wazer-e-Azam hen PM nay hal hi main Bangladesh kay dory pay gaye hen aur wahan say Bangladeshi PM and sadar say aak award wasool kia jo iss bat ka wazah aur khra sboot hy k Bangladesh ko  Pakistan say elhda karny men India ka sab say bara kirdar hay aur iss bat ka iqrar Narendra Modi nay khud bhi kia hay. 1971 main Mashrki Pakistan ham say elahda ho gya aur aak naya mulk wajood main aya jis ka nam Bangladesh tha Pakistan ny issy khud sb say phly aak alag riasat samja aur issy almi stah par issy mutaerif bhi kraya iss kay sath tijarat bhi ki issy wakt parny par har kismi madad bhi ki issay har chez main say iska banny wala hisa bhi dia. Har chez ko brabar takseem bhi kia gya aur usay brabar ka hisa dia gya aur aaj tak Bangladesh ko asi kisi bat par ham say shikayat neh. 

Narendra Modi Recives Bangladesh Liberation war Award

Maghrbi Pakistan ki sb say bri siasi party PPP thi jab kay Mashraki Pakistan main Awami leg
ko aksriat hasil thi jb intkhabat hoay to Magrbi Pakistan main PPP ki hkomat bni jab kay Mashraki Pakistan main awami leg ki hkomat bni iss kay bad dono siasatdano kay apas kay ikhtlaf pyda ho gay Mashraki Pakistan say chunkay Awami leg ko aksariat hasil thi jiss kay leader Mujeeb-ur-Rahman thy PPP kay leader Zulfiqar Ali Bhuto Thy apas main mil kar hkomat na chla skay aur apas k ikhtlafat bharty chly gay jab Mashraki Pakistan kay log baghi hony lagy to Awami Leeg kay Leader Mujeeb-yr-Rahman ko giraftar kar lea gya jiss say halat mazeed bigar gay Bhuto nay halat par kabo pany kaleay Pak Fouj ko Mashraki Pakistan bheja magar halat had say ziada bigar chuky thy iss sab ka faida uthaty hoay Mashraki Pakistan main apni fouj dakhil kar di aur Mujeeb-ur-Rhman ko azad kra lia usky azad hoty hi uss ny apni Party kay logon say kha kay wo Sarkari Idaron pay Bangladeshi Parcham ghar den so unhon nay asa hi kia tab Pakistan nay mzeed masla lamba neh kia balky unhen unkay hal pay chor dia aur India ye samajta hay kay usny Pakistan ko shikast dy di laken iss kay baraks hay Pakistan nay India ko baksh dia ye soch kar kay usy uskay gunahon ki sza khud hi mil jay gi aur wasy bhi ye hmara apn amasla tha ham India ko iss main involve neh karna chahta tha dosri taraf India ko uss wakt to itna khof tha kay usny ye manny say nhi saf inkar kar dia kay usny jang main hisa lia laken ajj jab Narendra Modi iss wakt BJP party ka taraf say PM of India hen to unhen ye ayzaz dia gya kay uss wakt unhon nay Pakistan kay khilaf jang main hisa lakar Bangladesh ko aak alag ki shakal dany ki bhar Pur koshish ki uski help ki to Bangladeshi Sadar aur PM say unki help karny par awrd wasool kia. 

Narendra Modi Recives Bangladesh Liberation war Award

Laken Narendra Modi nay iss bat ka bary wazeh alfaz main izhar kia kay ham nay ya hmari party nay in logon ki help ki thi jis ko ye log bhi tasleem karty hen aur ye bat hmari miltroy kay officers bakhobi janty hen aur aaj main jis bat ka award lany aya hn wo issi bat ka hay us wakt BJP barsar-e-iqtadar thi to uss nay aoni tmam tar koshah issi bat men laga di kay Bangladesh ko aak alg mulk bnana hy aur ham nay bary khubsurat anadaz say asa kar dikhaya.
Narendra Modi nay ye bhi kha kay uss wakt main jwan tha jab ye jang chal rhi thi to meny bhi jang men hisa lana chaha jab hmary nojawan Mashraki pakistan ja rhy thy laken wo kisi wja say neh ja saky. ye tmam sboot iss bat ki wazeh dilyl hen kay Pakistan ko 2 lakht karny main India ka bara hath hay ye bat main neh kah rha ye bat to India kay PM Narendra Modi nay kahi.                
Sponsored Link

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.