Showing posts with label Pakistan. Show all posts
Showing posts with label Pakistan. Show all posts

Thursday, 29 January 2015

Live With Dr. Shahid Masood (Tehreek e Insaaf Ke Har Challenge Ko Qabol Karta Hoon-Pervez Rahseed)

Sponsored Link

Live With Dr. Shahid Masood (Tehreek e Insaaf Ke Har Challenge Ko Qabol Karta Hoon-PML'N Minister Pervez Rahseed)


Live show with Dr. shahid masood . Dr shaid masood ny madia k chanal news one per  Live show kiya. Is show per inho ny bhut sary mozo per bat ki hy. Jin main sab say pahly Dr shahid masood ny sodiya arab per bat ki. Q k sodiya arab king sha abdullah wafat pa gay hain. Dr shahid masood ny kha k sha abdullah ko wafat pay howy itna time nae guzra tah k in k sotaaly bhai ny bagavat shoro kar di. Sha abdullah k bnaay howy sary wozra ko in k sotaly bhai ny tabdeel kar diya . Or apni pasand k logo ko wozra bna diya.

Second  mozo ya hy k aj barack Obama in k sdatr narinder mode say mulakat k liya pounch gay hain. Or in  ki mulakat main bhut aham batain hoi hain . Is k bad barack obama ny sodiya k king sha abdullah ki taziyat k liya bhe jana hy. Wahan per bhe inho nhy bhut aham guftogo karni hy. Q k barack abam ny ab sodiya arab ko pakistan k khalaf karna hy. Is ki sab say bari wajah ya hy k pakistan ko sodiya say nuksan ponchana hy. 
Third mozo inho ny pakistni sayasat per bhe guftogo ki. Or imran khan ko advise ki khan sab ap jaldi say faysla kar lain. Ta k pakistan ko Or nuksan na pounchy.  khan sab ny jo logo k dilon main ak tabdeli ki umeed jagai hyis ko pura karain.
Sponsored Link

Tuesday, 27 January 2015

Violation In Uk Police Station

Sponsored Link

Violation In Uk Police Station




Police Station main violation Koi purani baat to nhe hy. Lakin Foreign men bhe aisa hota hai. Aik Women Ko is Police station main daikha ja skta hy. K Wo Aik Police station main police officer k samny khuli window k paas khari hy. Or us police offier sy talkh kalami k baad Us ney apni chezen utha kr Window pr phenkna shuru kr di. Or is K baad Police k baki ehalkaar bhe moqa pr phnch gaey. Unhon ney Khatoon ko rokney ki koshesh k baad Hirasat main lay liya. Police Station ki is Video Ko daikheye or Law ki hukamrani pr bhe gor ki jiye. Q k Violation police station main kisi soorat bhe qabool nhe hy.
Sponsored Link

Friday, 16 January 2015

Fast Bowler Mohammad Amir Come Back In Pakistan Cricket Team

Sponsored Link

Fast Bowler Mohammad Amir Come Back In Pakistan Cricket Team

Muhammad Amir jo Pakistan cricket team  Ka sab Sy kam umar ke lehaz sy dunya ka behtareen fast bolwer hy. Muhammad Amir per 2010 main England main cricket test match fixing k ilzam sahe sabit hony per in per icc ki taraf sa domestic cricket khelnay per pabandi laga di the. Pabandi ka kais or jail ki hawa khane ka baadfast bowler Mohammad Amir ki Pakistan cricket team main wapsi ka chance ho gaye hy. Last sunday ko Dubai main hone wali icc ki 2 roza meeting main enticroption code main tarmem or inki saza main narmi hona ka imkan ha jiss sa Jin cricketers per pabandi ha wo apni pabandi khatam hone sa pahla Domestic Cricket khail sakain gay.
F.I.A k zariya ya news mili ha k icc ka Chief Executive na new code ko pahla he accept kar lia tha. Or wo Full board ko bhe accpet karna ki advice karain gay. Iss qanon main tarmem k baad jin crickters per pabandi lagi hoi ha unko domestic ki sitah per perform karna ki ijazat mil jae ge or iss ka sub sa ziyada faidapakistan k fast bowler Muhammad Amir ko ho ga Jin per pechla 5 saal sa pabandi lagi hoi ya.
fast bowler Mohammad Amir or Asif k sath sath Pakistan team k Salman but per bhe pechla 5 saal sa pabandi lage hoi ha.2010 main England k sath Lord’s test main in 3 pakistanio per ilzam mtach fixing ka ilzam sahe sabit hone per pabandi lage hoi the. Inho na jaan bojh ker paison ka lia noo balls ki the jiss ki bina per icc na 2011 main in 3 pakistani cricketers per pabandi lagae the. Lakin Aj Enticroption main tarmem ke imkan ka din ha Forigen news ka mutabiq agar aj code main tarmem ho jati ha tu teeno pakistani cricketers ko Salman But, Muhammad Asif , Or Muhammad Amir ko Domestic cricket khelna ka moqa mil jae ga

Sponsored Link