Showing posts with label Baby. Show all posts
Showing posts with label Baby. Show all posts

Thursday 5 February 2015

First Time Five Baby Birth In Pakistan City Kohat

Sponsored Link

First Time  Five Baby Birth In Pakistan City Kohat


duniyan main is tarha say bhut kam he hota hy k kisi khton say 5 bachon nay ak sath janum liya ho. Lakin ap aj daykho gay ki isi tarha ka ak waqiya howa hy. Ak khaton say ak sath 5 bachy howy hain. Or ak or bat k is khaton ka taluq pakistan city kohat say hy. Is k bary main ya bhe kha ja raha hy k is ka taluq khaber pakhton khan k shahar kohat say. Is khaton k bary main ya kaha ja raha hy k is orat ka big opreat nae howa hy. Is ka small opreat howa hy.


See More: History of women city karachi




Pkistan city kohat main jis orrat nay 5 bacho ko ak sath janum diya hy. In bachon main 3 larky hain 2 larkiya. In 3 larko main say ak larky ki jan nae bacha saky. Baki bachy bilkol thek hain. In bacho ko fil hal abhe a ilaydha room main rkha howa hy. Or doctor k kahny k mutabiq Is khaton ko ak do roz main phrig kar diya jay ga. Or ap ko ya bhe bta dain k is tarha kaya waqia pakistan main bhut dafa ho choka hy . Lakin pakistan k ctiy kohat main pahle dafa howa hy. K kisi nay ak sath 5 bacho k janum diya ho . Sponsored Link

Saturday 31 January 2015

Twice Baby Born In China Province

Sponsored Link

Twice Baby Born In China Province

China Dunia main sub say zyadh traqi krny wala mulk hai. China province bhi zyadh hy. Jha pr log rhty hai. Or China province main zyadh tr log industries main kam krty hain. Is k sary province hi maldar hain. China province main 23 hai jha par sary Chinese rhty hain. Yha per bhut achy hospitals bhi hain jha pr logon ka operation hota hai. Dunia main jb bachy hoty hai to in main boht kum jorwa bachy hoty hain. China province main twice baby hoy hain jis k bary main kha jata hai kh yh bachy aik baap k nhin hain. In main say aik k bary main kha jrha hai kh aik bachy ka yh pta nhin chalrha hai kh yh kis ka bachh hai. Or is ki wjh yh hy k in twice baby main aik k DNA main frq hai.
Tafsilat k mutabiq China province main twice baby aik maldar shkhs k ghar main hoy hai or in baby k bary main kha jata hai kh in twice baby main say aik ka baap koi or hy. Jis ki wjha say doctors bhi hyaran hain k yh kis wjh say howa hai. Twice baby ki born k bary main kha jata hai kh main 2 byzy yh aik byzy k 2 hison main divide hony say hoti hy. Is ki wjh say in ki pictures bhi different hai. Or is ki wjha say in baby k baap jin ka taluq china province say hy. Is business main in ka nam gang zoo hy. Inho nay apni wife pr shak kya hy.Or is nay kha hai kh dosry baby ka DNA test kya jay takh yh pta chalaya ja sky k dosra baby kis ka hy. Or is ki wjh say doctors nay apni report main kha ahi kh is khaton nay aik waqt main 2 mans k sat jinsi taluq qaim ki hy. Jis ki wjh say in main say aik baby DNA test different hy.
Sponsored Link