Showing posts with label Pakistani women. Show all posts
Showing posts with label Pakistani women. Show all posts

Thursday 5 February 2015

First Time Five Baby Birth In Pakistan City Kohat

Sponsored Link

First Time  Five Baby Birth In Pakistan City Kohat


duniyan main is tarha say bhut kam he hota hy k kisi khton say 5 bachon nay ak sath janum liya ho. Lakin ap aj daykho gay ki isi tarha ka ak waqiya howa hy. Ak khaton say ak sath 5 bachy howy hain. Or ak or bat k is khaton ka taluq pakistan city kohat say hy. Is k bary main ya bhe kha ja raha hy k is ka taluq khaber pakhton khan k shahar kohat say. Is khaton k bary main ya kaha ja raha hy k is orat ka big opreat nae howa hy. Is ka small opreat howa hy.


See More: History of women city karachi




Pkistan city kohat main jis orrat nay 5 bacho ko ak sath janum diya hy. In bachon main 3 larky hain 2 larkiya. In 3 larko main say ak larky ki jan nae bacha saky. Baki bachy bilkol thek hain. In bacho ko fil hal abhe a ilaydha room main rkha howa hy. Or doctor k kahny k mutabiq Is khaton ko ak do roz main phrig kar diya jay ga. Or ap ko ya bhe bta dain k is tarha kaya waqia pakistan main bhut dafa ho choka hy . Lakin pakistan k ctiy kohat main pahle dafa howa hy. K kisi nay ak sath 5 bacho k janum diya ho . Sponsored Link