Showing posts with label Atomic Abdoz. Show all posts
Showing posts with label Atomic Abdoz. Show all posts

Thursday, 29 January 2015

Controlled Big Missile Hand over to Pakistan

Sponsored Link



Controlled Big Missile Hand over to Pakistan 



Atomic equipment k is dor mainn aj kal har koi aik dosry sy agy nikalny ki koshesh kar raha hy. Hr country apny apko aik dosry say agy barhny ki koshesh kr rhe hy. Dunya main hr roz aik new Atomic equipment ejad hota hy. Or har country usko hasil krny ki koshesh main lg jata hai. Dunya main sir utha kr chalny k liya atomic Equipment bht zruri hy. Khas tor par un countries main jahan jang ka har waqt khadsha rahta ho. Ji han janab ham bat krny ja rahy hain Un do dunya ki famous countries Pakistan or india ki . Pakistan ny Hal he men aik Controlled Missile tyar kia hai or aik deasle Abdoz us ko ly jany k liya hasil ki hy. india new sy new Atomic equipment khareedny k liya hr waqt tyar rhta hai. Jis ki wja sy Pakistan ko bhe apni Atomic Salahiyat barqarar rkhny k liya Atomic Equipment barhany party hain. Pakistan ko bht sary Chellenges ka  bhe samna krna parta hai. Jin main kuch arsy sy America ki taraf sy Drone Atack sary fehrist hain. Ab Pakistan ny bhe iska tor nikal liya hai. Dunya main Atom bombs k bad sb sy khatarnak Abdoz mani jati hai. Pakistan k Atomic Equipment main hal he men aik aisi Abdoz shamil hui hai.
Jo samandar k elawa fiza main bhe hony waly target ko ba asani say Controlled Missile k zareye nishana bna skti hy. Abdoz 2 qism ki hoti hain jis men Atomic Abdoz Or Deasle Abdoz shamil hain. Atomic Bdoz detect ho jatai hy. lakin Deasle Abdiz detect nhe hoti. Pakistan k behri berymen deasle Abdoz shamil hogae hai jo k 3 month tk 10 thousand km tk safar kr skti hy. Ye Deasle Abdoz Pakistan ka Controlled Missiles ly kr jany ki slahiyat rakhti hy. Ye mizile apny target k pechy rwana ho kar kuch dair samandar main safaar krta hai. Pher ye controlled missile fiza main ajata hy jhan is say is ka pichla hissa alag ho jata hy  Is Controlled Missile k wings nikal aty hain. Fiza men ye 100 ft ki bulandi safar krta hai. Agr is Controlled Missile k rasty main koi paharh bhe ajaey to wo or upr bulandi pr ajata hai. Phar k bad nechy ajata hai. Agr target pahar ki dosri janib ho to ye target ko janta hy usy ghoom kar marny ki slahiat rakhta hy. Ye Controlled Missile ly kr jany wali deasle Abdoz jaded tareen Abdoz main shumar hoti hy. Bhut sari countries inhi Controlled Missile wali Abdoz ki wja sy jang krny sy ghabraty hain. Sponsored Link