Controlled Big Missile Hand over to Pakistan
Jo samandar k elawa fiza main bhe hony waly target ko ba asani say Controlled Missile k zareye nishana bna skti hy. Abdoz 2 qism ki hoti hain jis men Atomic Abdoz Or Deasle Abdoz shamil hain. Atomic Bdoz detect ho jatai hy. lakin Deasle Abdiz detect nhe hoti. Pakistan k behri berymen deasle Abdoz shamil hogae hai jo k 3 month tk 10 thousand km tk safar kr skti hy. Ye Deasle Abdoz Pakistan ka Controlled Missiles ly kr jany ki slahiyat rakhti hy. Ye mizile apny target k pechy rwana ho kar kuch dair samandar main safaar krta hai. Pher ye controlled missile fiza main ajata hy jhan is say is ka pichla hissa alag ho jata hy Is Controlled Missile k wings nikal aty hain. Fiza men ye 100 ft ki bulandi safar krta hai. Agr is Controlled Missile k rasty main koi paharh bhe ajaey to wo or upr bulandi pr ajata hai. Phar k bad nechy ajata hai. Agr target pahar ki dosri janib ho to ye target ko janta hy usy ghoom kar marny ki slahiat rakhta hy. Ye Controlled Missile ly kr jany wali deasle Abdoz jaded tareen Abdoz main shumar hoti hy. Bhut sari countries inhi Controlled Missile wali Abdoz ki wja sy jang krny sy ghabraty hain. Sponsored Link