Monday 26 January 2015

Aza-B-Qabar Full Video

Sponsored Link

Aza-B-Qabar Full Video




Aza-B-Qabar Full Video main ak larka apny walid ko bhut tang karta tha. To ak din is ko khab main qabar ka azab aya. Is khab main ya mar chuka tha. Sab is ko nahla rahy thy. Is ka bap is ka matha chum k bhut ro raha tha. Or sab is ko nahla rahy thy . Or is ko klafan main lapyt rahy thy.Lakin ya kuch na kar pa raha tha. Or ab sab is ko is k jnazy k liya is ko lay kar ja rahy thy. Is k janzy k bad jab is ko dafnany k liya qabrostan la kar jany lagy . To is ki mayat per ak kota baytha howa tha . Or ya apny bap ko kah rqaha tha k mai zinda hon mujhhy q dafnay lay kar ja rahy ho. Lakin is ki koi bat nae sun raha tha . Is ko ak jin agg ki tarfa khinch raha tha. jab is ko dafna diya to is k sath ak kotta baythba howa tha. Wo kotta is ko kat raha tha. ya cheekhain mar mar kar apny ap ko bcha ny ki koshish kar raha tha .

Itny main is ki ankh khol jati hy . Or ya zoor zoor sy rony lagta hy . To is ka bap is sa pochta hy k kaya howa q ro rahy ho . To ya apny walid ko batata hy k mujhy bhut ganda khab aya hy. To is ka bap is say is say pouchta hy kn kaysa khab aya tha . To ya apny bap ko kahta hy k bas mujhy maf kar do. mujhy maf kar do. Mian aynda ap ko tang nae karon ga. Is video ko daykhain or apny doston ko bhe dakhain. Ta k ager koi gustak hy to wo apny maa bap say mafi mang lay. Ta k us k sath qabar main eysa koi kam  na ho.  
Sponsored Link

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.