Friday 30 January 2015

Doctor Tahir Ul Qadri Said He Would Be Kill At Any Time In Inqilab March

Sponsored Link

Doctor Tahir Ul Qadri Said He Would Be Kill At Any Time In Inqilab March


Doctor Tahir Ul Qadri  pkistan awmi tahreek k chairman hain. Lahore main idara mahnajol Quran k chairman bhe hain.Or in ka ya idara bhut sary mumalik main hy.In k is idary main quran pak ki taleem or duniyai taleem bhe de jati. Doctor Tahir Ul Qadri  ak bhut bary alim bhe hain jo duniyan main many jaty hain. In k agy bary bary alim kam per gay hain. Lakin badqismati say ya aj kal ya saysat bhut sargram hain. Inho hal he main ak inqilab march kiya hy. In ka kahna hy k ya pkistan main inqilab lana chaty hain.In ka mutalba tha k hamy apny 17 bando ki mut ka badla chahyay. Ya 17 bandon ki lasho per sayasat kar rahy thay. Or Pakistan ka arbo kharbo ka nuqsan kar rahy thy. Lakin in ka ya maqsad pura na ho saka. Or inho ny apny inqalabiyo ka time zaya kiya or apna inqilab march khatam kardiya. Is say in ko koi fayda na hua balky ulta Pakistan ka nuqsan kiya.Or un ka nuqsan kiya jo log is inqalab march mai ay howy thy. Or ab Doctor Tahir Ul Qadri  ka ya kahna hy k mujhy kisi bhe waqt shaheed kiya ja sakta hy. Jo ksiraf or siraf ak drama hy logo k dilo main apny ap ki liya hamdardi jatana hy. Q k in k inqallab march khatam karny k bad in  k inqlabe in say dor ho gay hain. Is ki wajha ya hy k Doctor Tahir Ul Qadri  ny in sath dhoka kiya k ya inqlab layn gay. 

Sponsored Link

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.