Tuesday 27 January 2015

Girl Raped By A 50 Year Old Fake Peer.

Sponsored Link

Girl Raped By A 50 Year Old Fake Peer.


Girl raped by a 50 year old fake peer.He continued raping the from 3 year by sayi ng he is peer.

Duniya main bhut sary eysy jali peer hoty hain. Jo apny ap ko bhut imandar khaty hain. Or duniyan mai eysy log bhe hoty hain jo jin ko in jali peero k bary main kuch nae pata hota. Or wo in per andha dhon yaqeen kar laty hain. Or apna sab kuch in jali peero per lota daty hain. Hatata tak k wo apny gher ki izzat bhe in k hawaly kar datian hain. Ya soch kar k ya imandar peer hy. ya hamri maddad kar sakta hy. Lakin eysa kuch nae hota. Ya sab kuch faraybe hy. Ya har masoom larkiyo ko apni hawas ka shikar bna laty hain. Or yahe kuch nae ya to ham musalmano ki azeem kitab ko bhe is main mulavis kar laty hain. siraf apny hawas ki khatir.



Isi tarha ka ak waqia is video main bhe howa hy. Ak 50 sala jali peerny apny ak dost ko kaha k mary pas 2 paryan hain. Jin ak ka nam amna bebe hy. Or dosri ka nam maryam hy. Jo mary har kam pury karti hy. Is k dost ny is jali peer ki bato main akar is ko kaha k mari bayti ki tabyat thek nae rahti ap is ka illag karian .Is jali peer ny kha k thek ho jay ge. Ak din ya jali peer is k gher a gay. Or  pher ya jali baba ny apni tareefain jharhna shoro kar deen. Or is din ya jali peer apni tareefain jhar kar or kuch passy lay kar challa gaya. Or agly din ya jali baba kahny laga k tumhary gher main tari bati ki wajha sy bhut bari bandish hy. Q k is per jin ka saya hy. Jo ak alag kamry main ja kar amal karna parhy ga. Is adami ny is jali peer itabar kar k apni bayti ko is k sath alag kamry main bhajh diya . agy kaya howa is video main daykhian. or apny dosto  sath share karain. T k koi bhe eyse galti na kary. Jo bad main pashtawy ka baes bany. 

Sponsored Link

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.