Monday 26 January 2015

Good News China Made Two Million Nuclear Reactor In Pakistan

Sponsored Link

Good News China Made Two Million Nuclear Reactor In Pakistan


Duniya main sub say zyada taraqi karnay wala mulak china hy. China k bary main kha jata hy k is nay technology ki dunia main bohat zyada taraqi bhe ki hy. Is ki wajh say hi china nay bohat zyada taraqi  ki hy. Lekin ab china nay pakistan main honay wali load shedding ko khatam karnay  k liye inho nay aik ilan kiya hy. Or kha jaraha hy k china pakistan main 2 million nuclear reactor pakistan main tamir karay ga.

See More: Good News For Bachelor Women

London journal k mutabiq china pakistan main 2 million nuclear reactor ko tamir karay ga. Or is ki wajh say puri dunia mian bohat zyada khof ka bhi aalum hy. K china nay pakistan main 2 million nuclear reactor ko tamir karnay ka ilan bhi kardiya hy. Or ya bhi kha jata hai kh pakistan ko nuclear reactor ki technology bhi china nay hi di hy. China k bary main ya bhi kha jata hai kh china pakistan main har jagh par phyla howa hy. Or pakistan main bnany wali road or industries main sub say zyada hat china ka hi hy. Donon mumalik k drmiyan aik is tarah ka bhi taluq kafi arsay say paya jata hy. London journal main ya bhe likha gaya hai k china or pakistan ki dosti bohat zyada boland hy. Or is bary main koi bhi such nahi skta hy. Or yah bhi likha gaya hy k jab say america pakistan say gaya hy. China nay ab or bhi zyada taluqat mazbot karnay k liya pakistan main 2 million nuclear reactor qaim karnay ka iradah kar liya hy. Jis ko jald hi pura kiya jay ga. Donon mumalik ki dosti k  bary main kha jata hai k in ki dosti ab pher boland hoti ja rahi hy.
Sponsored Link

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.